Teri Panaah Mein Aate Hain
Teri panaah mein aate hain
Kareeb se tujhein niharte hain
Teri panaah mein abhishek ,
Kareeb se aake hum paate
Yeshua tu aadar ke yogya
Yeshua tu mahima ke yogya
Teri panaah mein le chal ………….hosanna ……………….
- Teri panaah mein gaatein
Tere karya kitane adbhut hain
Swarg mein duto ke sang sang,
Hum bhi yah gaatein tu pavitra
Yeshua tu taariff ke yogya
Yeshua tu stuti ke yogya
Teri huzuri mein le chal …………………..hosanna ………….