Pratibhor Uski Karuna || A ||
Pratibhor uski karuna nayapan laati hain
Aur uski sacchayi uttam kahlati hain
Khuda ki karuna amar hain
- Hum mite nahi jeewit hain uttam phal kahlate hain
Vah bhala hain pyara hain anugrah humpar karta hain
- Tan- man praan gaatein hain paawan paawan tu hain
Dhanyawaad stutigaan laakar hosanaa gaatein hain