Mary Did You Know Hindi
Joash Robin Kale
Mariyam kya tujhe hai pata
Ki tera beta , ek din paani pe chalega
Mariyam kya tujhe hai pata
Ki tera beta humare baccho ko bachaega
Kya tujhe hai pata ki tera beta
Tujhe naya krne aaya hai
Jis balak ko tune janam diya
Vo tujhe naya janam dega
Mariyam kya tujhe hai pata
Ki tera beta andho ko aakhein dega
Mariyam kya tujhe hai pata
Ki tera beta tufaano ko thaamega
Kya tujhe hai pata ki tera beta
Waha chala jaha doot chale
Jab tune use chumaa
Tune Khuda ko chumaa hai
Andhe dekhenge , behre sunenge, murde fir jee uthenge
Langde kudenge, gunge bolenge Memne ki Mahima ho
Mariyam kya tujhe hai pata
Ki tera beta saari srishti ka hai Khuda
Mariyam kya tujhe hai pata
Ki tera beta saare jahaan pe raaj karega
Kya tujhe hai pata ki tera beta
Jannat ka yogya memna hai
Ye balak jo so raha hai, vo hai Mahan Main Hoon
To Stream the audio please visit this link :
Mary Did You Know Hindi – Joash Robin Kale