Masih Jeewan Mein [Gm]
Masih Jeewan Mein Prem Sabse Bada Hain
Prem nahi to sab kuchh bekaar hain
Prem dayalu hain prem krupalu hain
Prem dhirajvant hain , prem sacchayi hain , prem bhalayi
Prem sabse bada hain ……………………………………
- Prem sabse bada hain
Bura nahi manta hain , burayi nahi karta hain
Daah nahi karta hain kukarma nahi karta hain
- Prem Sabse bada hain
Apni bhalayi nahi chahta hain
Apni badayi nahi karta hain
Sab baatein sah leta hain
Sada aanandiit rahta hain ……………..