Kitna Dayalu Hai Kitna Mahan
kitna diylu hai kitna mahan
sunta hai mere prathana ko
Dukho ko tere wo janta hai
kaun hai kaisa prabhu janta hai
pyar kiya hai jagat se itna
tera naam wo janta hai
shanti ka jeevan tu paa sakega
yeshu ke sath tu jee sakega
wada wo hai aaj tujhse
kalwari ke aawaaj sun le
koi nahi hai aapna yaha par
bus ek yeshu hai sab ka yaha par
chod de rakhna duniya ki aasha
yeshu mashi par rakhna bhorasa
yeshu mashi par rakhna bhorasa (4)