Jo Yahowa Par Rakhega Bharosha
Jo Yahowa Par Rakhega Bharosha
Dekho VO kahlayega, siyyon parvat samaan
Jo kabhi talta nahi par sada rahta bana
Dekho vo kahlayega, siyyon parvat samaan
- Jis tarah cha ro taraf, yarushalem ke pahad
Usi taraf charo tarf se, yahowa hamari aad
Yahowa hamari aad, shaharpanaah ke samaan
- Vo tere pairo ko talne na dega kabhi
Tera rakshak hain yahowa, jo na unghe kabhi
Jo Na unghe kabhi, yahowa kitana Mahan
- pahruve chahte hain, bhor ko jitna
Chahta hu main prabhu ko , prano se jyada
Prano se jyada, kaise karu main bayaan