Hum Jaywant Se

Singer: Sangeeta Awale, James bovas
Hum jaiwant se badkar masihi yeshu mein hain
Sarva adhikaar uske naam mein
Vijay humara hain …….x2
Hum jaywant se badkar ………x2
Vijay humara hain ……….hum jaiwant se badkar …………………..
Masihi ke pavitra khoon se
Dharmi thehre huye hum
Pavitra aatma ke dwara hum
Santaan uski kahlaye ……….x2………hum jaiwant se badkar ……………..
Dand ki aagya nahi hum par
Hum masihi yeshu mein hain
Paap aur mrityu ke bandhan se
Humein aazadi mil gayi hain ……………x2
Hum jaiwant se badkar ……………………