Bhulunga Kabhi Nahi
Bhulunga kabhi nahi Teri aashisho KO
Aadi se aajtak
Aur sada rahegi
- Sab kuchh tera hai, badle mein kya du
Bas Teri kripa, mujh par bani rahein
Yire prabhu tu, purti tu karta
Teri icchha se kamiyo KO bharta
Kaise main bhulunga, tere prabandh KO
- Teri aashisho ki seema nahi hain
Jab bhi main mangu bharpur deta
Pyara prabhu tera, kitna bada dil
Mahima ke dhan se trupt hain karta
Anokhi hain ye aashishe miras mein mile mujein