Aatma Ki Hawa Yaha Hain
Aatma ki hawa yaha hain, aatma ki aawaz yaha
Kuchh hone par hain naya hone par hain
Adbhut yaha hone par hain
1.Kuchh nahi tha jab sunsaan thi yah dharti
Bedaul andhero mein dubi
Waha aa thahra prabhu ka aatma
Sundar wah srusthi ban gayi
2.Toota hua hain Jo phir se banayega
Vilaap ko tere wah harsh mein badlega
Udasi ko tere aanand se bharega ………………………..