Aaradhana main karu
Aaradhana main karu aatma aur sacchayi se
Aaradhana main karu
Jeewan ke har mod pe
Dil ki gehrayi se man ki sacchayi se………….2
Aaradhana main karu…….
Teri aaradhana main karu to yeshu
Ruh ko sukun mil jayein
Teri aaradhana main karu to yeshu
Jaan mein meri jaan aayein …….2
Aaradhana main karu…………..
Teri aaradhana main karu to yeshu
Saanse mujhe milti hain
Teri aaradhana amain karu to yeshu
Rahat mujhe milti hain ………………..2
Aaradhana main karu……. Aaradhana main karu…..
Aatma aur sacchayi se……….