Aanand Hi Aanand Hain
Aanand hi aanand hain
Prabhu ki huzuri mein
Nachunga main aaj aatma mein
Koi bhi na tujhein roke ………………x2
Tune badla hain mere dukho ko aanand mein
Main nachunga main gaaunga ………………..x3
Yeh mera saubhagya hain …………….
1. Wahi to mere saare paapo ko kshama karta hain
Wahi to mere saare rogo ko changaa karta hain
2. Jeewan ki pustak mein mera naam likha hua hain
Mere liyein swarg mein rahne ka ghar bana hua hain ….