Apna Sara Pyaar Loota Do
Apna sara pyar luta do
Yeshu pyara aaya hai
Jago sone walo
Koi jagane aya hai
Bethlehem mein chamkta hai
Tim tim karta ek tara
Gausalay mein swarg se utra
Yeshu hum sabka pyara
Ho ho .. swarg ke dutone bhi
Uska mahima gaan sunaya
Jago sone walo
Koi jagane aaya hai
Apna sara pyar luta do
Yeshu pyara aaya hai
Uske darshan paakar logo
Apne bhagya jaga lena
Apna apna taufa dekar
Jivan jyot jala le naa
Ho ho… Sbke man ke andhiyare ko
Dur hatane aaya
Jago sone walo
Koi jagane aaya hai
Apna sara pyar luta do yeshu pyara aaya hai